1) na kisi ki aankh ka noor hooN, na kisi ke dil ka karar hooN2) (the title song of the movie "ankheN" - the words are eluding me - theygo something like "jis mulk ki sarhad ki nigehbaan haiN ankheN")3) jeevan se bhari teri aankheN majboor kareN jeene ke liye (safar)4) khoya khoya chaand, khula aasmaaN - aankhoN meiN sari raat jayegi (kala bazaar)5) teri aankhoN ke siva duniya meiN rakkha kya hai (chiragh)6) jalte haiN jiske liye teri ankhoN ke diye (sujata)7) teri aankh ke aaNsoo pi jaaoN aise meri taqdeer kahaN (jahan ara)8) pardesiyoN se na ankhiyaN laDana (jab jab phul khile)8) aaNsoo samajh ke kyuN mujhe aankh se tum ne gira diya (chhaya)9) mere mehboob tujhe meri muhabbat ki qasam, phir mujhe nargisi aankhon ka sahara de de (mere mehboob)10) har taraf ab yehi afsane haiN, hum teri aankhoN ke deewane haiN (hindustan ki qasam)11) jaane kya dhoondti rehti heiN ye aankheN mujh meiN (shola aur shabnam ?)12) seene meiN jalan aankhoN meiN toofan sa kyuN hai (gaman)13) machal ke jab bhi aankhoN se chhalak jaate (griha pravesh)14) aankhoN meiN qayamat ke badal (kismat)15) aankhoN meiN masti sharab ki (chhaya)16) darshan do ghanshyam naath mori ankhiyaN pyaasi re17) Jane kaise sapano me kho gai ankhiyan (anuradha)18) Ankhiyan sangh ankhiyan lage aaj (baDa aadmi)19) Chota sa baalama, ankhiyana need udai le gayo 20) dil men tujhe biThaake kar loongee main band aankhen (faqeera)21) bedardee baalma tujhko mera man yaad kartaa hai barastaa hai jo aankhon se vo saavan yaad kartaa hai (aarzoo)22) Aankhon mein kya ji (nau do gyarah)23) ai mere watan ke logoN, zara aankh meiN bhar lo paaniof course, "aankh" appears in a lot more songs embedded in the stanzasrather than in the mukhDa. for instance, we have"tasveer banata hooN, tasveer naheeN banti.....tarti hui ankhoN ko phirshakl dikha jao, mujhse meri bigDi hui taqdeer naheeN banti" (baradari)"sham-e-gham ki qasam,... dekhte dekhte aaya aankhoN mein dam" (foot path)"zindagi dene waale, teri duniya se dil bhar gaya....aankh veeran hai, dilpareshan he.." (dil-e-nadan)"tere pyaar meiN dildar jo hai mere haal-e-zaar....ankhon se kyoon door haiN,kyoon milne se majboor haiN..." (mere mehboob)"zara nazroN se keh do ji nishana.....baharoN par karo gussa ulhajhti heiN hoankhon se" (bees saal baad)"chaudhveen ka chand ho ya aaftaab ho, jo bhi ho tum khuda ki qasam....aankhen heiN jaise mai ke pyale bhare hue.." (chaudhaveeN ka chand)"ek akela is shahar meiN....in sooni andheri aankhoN mein aaNsoo ki jagah aatahai dhooaN" (gharoNda)"dil dhoondta hai phir vahi fursat ke raat din....jaaDoN ki narm dhoop aur aaNgan meiN leT kar aankhon pe kheeNch kar tere aaNchal ke saye ko..." (mausam)"koyi hota jis ko apna ham apna keh lete yaaroN...aankhon meiN neend na hoti,aaNsoo hi tairte rehte..." (mere apne)"jab bhi ye dil udaas hota hai....aankhoN mein tairti hai tasveereiN, tera chehra tera khayal liye..." (parichay)"dil pukare aare aare aare....paake tumko haiN kaisee matvalee, aankheN meri bin kaajal ke kaali.." (jewel thief)"pal pal dil ke paas, tum rehti ho... har sham aankhoN pe tera aaNchal lehraye"" Kaun aaya mere man ke dwaare, payal ki jhankar liye...aankh na jane dil pehchane suratiya kuch aisi" (dekh kabira roya)"ramaiyya vasta vaiyya... nainoN meiN thi pyaar ki roshni, teri aankhoN meiN duniyadari na thi" (shree 420) - and lots more ....------------------------------------------------------------------------------- Prashant Saxena (sax...@cs.rochester.edu) Dept of Computer Science 290 E River Rd, #21 University of Rochester Rochester NY 14623-1212 Rochester NY 14627 (716) 275-1174 (716) 292-0268------------------------------------------------------------------------------ "The woods are lovely, dark and deep. Period."-------------------------------------------------------------------------------
Tere Bin Main Yun Kaise Jiya Mp3 Download 70
2ff7e9595c
Kommentare